Saturday, August 29, 2009

Ganpati Bappa Morya

Vakratunda Mahakaaya
Suryakoti Samaprabha
Nirvighnam Kuru Mey Deva
Sarva Kaaryeshu Sarvada 
 
Meaning:The Lord with the curved trunk and a mighty body, who has the luster of a million suns, I pray to thee Oh Lord, to remove the obstacles from all the actions I intend to perform
 
Ganesh Aarti!!!

Jai ganesh jai ganesh
Jai ganesg deva
Mata jaki parwati
Pita maha deva

Jai ganesh jai ganesh
Jai ganesg deva
Mata jaki parwati
Pita maha deva

Ek dant daya want
Char bhuuja dhari

Ek dant daya want
Char bhuuja dhari

Mathe sindor shoye
Muse ki sawari
Pan chadhe Phool Chadhe
Aur Chadhe Mewa
Laduan ko bhog lage
Sant kare seva
LyricsMasti.com

Jai ganesh jai ganesh
Jai ganesg deva
Mata jaki parwati
Pita maha deva

Andhan ko aankh det
Kodhin ko kaya
Andhan ko aankh det
Kodhin ko kaya

Bajhan ko purta det
Nirdhan ko maya

Surya Shaam Sharan aaye
Safal ki jiye sewa


Jai ganesh jai ganesh
Jai ganesg deva
Mata jaki parwati
Pita maha deva

Bolo Ganpti bappa ki
Jai!

No comments:

Post a Comment